Friday, April 5, 2013

DUROOD SHARIF KI FAZEELAT JUMMA KE DIN

HaDiTh PaK
1)Hazrat Abu Amaama (radiallahu'ta' ­ala'anhu) riwaayat kartay Hain ke:- Rasoolallahu (salallahu'alay ­'he'wasallam) ne Irshad Farmayaa Ke Har Jumma Ke Din Mujh Par Kasrat Ke Saath Durood Bhejna Apnaa Ma'mool Banaa Lo Beshak Meri Ummat Ka Durood Har Roz Jumma Ke Roz Mujh Par Paish Kiya Jaata Hai Aur Meri Ummat Mei Se Jo Sab Se Zyaadah Durood Bhejnay Waala Hoga Woh (qayaamat ke roz ) Maqaame Manzilat Ke Aitebaar Se Meray Sab Se Zyaadah Qareeb Hogaa... (baihaqi: sunan ul qubraa 3:249)
(2) Hazrat Abu Huraira (radaiallahu'ta 'ala'anhu) Bayaan KarTay Hain Ke Huzoor Nabi Kareem (salallahu'alay 'he'wasallam) Ne Irshaad Farmaya ke :- Mujh Par Durood Bhaijna Pul Siraat Par NoorKa Kaam Dega Pas Jo Shakhs Jumaa Ke Din Par Asei (80) Martaba Durood BhaijTa Hai ALLAH TA'ALA Us Ke Asei (80) Saal Ke Gunaah Bakhsh Daitaa Hai" (MasNad Al Firdous,LisaaNu lmeezaan,FaizUl Qadeer)
3) HaZraT Ali Bin aBi TaaLib (radiallahu'ta' ala'anhu)RiWaayat KarTay HaiN Ke HuzOor NaBi KaReeM (salallahu alay he wasallam) Ne FarMaya : Jo ShAkhs JumA Ke Din MUjh PaR So MarTaba (100 times) DuRooD BhaiJta Hai Toh QaYaamat Ke Din Us Ke SaaTh Aik Aisaa NooR Hogaa Ke Agar iS NOOr Ko TaMaam MaKhLooq Mei TaQseEm KaR Diyaa JaaYai To WoH In SaB Ko KiFaaYat KaR JaaYai Ga. (Abu Nuyaim : HiLyaTul AwLiya )

11 comments:

  1. Assalamwaliku wr wbr ye jo hadees ap ne likhi hai ya add ki hai sab galat hai ap sahih hadees upload kro

    ReplyDelete
    Replies
    1. Aapki Baat Sahi Hai Inme Se Ek Bhi Hadees Sahi Hadees mese Nahi Hai,

      Delete
  2. Aap ye saabit karo ke jo hadees mei ne add ki hai woh galat hai

    ReplyDelete
  3. Rail Nazir insaan ka bachaa ban jaa

    ReplyDelete
  4. Nabi Paak ke baare me jab baat kar tou akar Na jaa, aur hawala hou tou de

    ReplyDelete
  5. Nabi Paak ke baare me jab baat kar tou akar Na jaa, aur hawala hou tou de

    ReplyDelete
  6. Rail Nazir insaan ka bachaa ban jaa

    ReplyDelete
  7. AR WAHABI HARAM KI AULAD DOH ..HARAM KI AULAD KAB SE HADEES SAMJAH SAKTAH

    ReplyDelete
  8. Travel the holiest cities of the world, praise the one who is worth of and seek his forgiveness. Choose any of the Cheap Hajj & Umrah Tours with Al Hijaz tours and make your journey the most tremendous.

    ReplyDelete
  9. https://www.dailymotion.com/video/x2iziwl

    ReplyDelete
  10. Assalamualaikum Wa Rahmatullahi wa Bakatahu . Allaha Pak Har momin ko Kasrath say Durood pada nay toufiq de Durood shareef kay sadkhay har momin mominath kay Zindagi kay har parayshani Allaha Pak dur karay . Ameen Jumma Mubarak sab ko Dua Ki Guzarish

    ReplyDelete