Friday, February 28, 2014

€€ Kalame sheikhulalam €€ (Ninth)

Thoughtful thou wilt be in beginning , so be thy future. Have not I made thee aware to be Careful . Successful shalt thou be if thee submit to thy Lord. Thou shalt fetch what thee shalt desire...

Wednesday, February 5, 2014

Syed Ki Shaan

attention....... Shaan e Sadaat MEIN HI SHAJRA MEIN HI SANAD Aaj Se Lagh bhag 30 saal pehle Zaal Daggar (srinagar) Ka ek syed Gharana Syed ahmad Baihaqi Pampore Mein sadaat Ke Gher Hi rishta mangne Gaye.. Aur Kahan hum Syed Hai Apki Beti Ka Hath Mangne Aaye hai. Mager Unho ne Jawaban Kaha K ager App Waqayi Syed Hai Tu Aap Ka shajra Bi hoga Zara Hamein Dikhaye aap Ka shajra kinse Milta hai kuch proof dikhaye. Jo sahab Syed Ahmad Baihaqi Ki Taraf Se Aaye They Wo Wapas Huwe Aur Kaha Hazrat Kall Apko Sanad Dikhayein Ge. Raat Huwi Pampore Ke Un Hazrat ne Khwaab Dekha Qutb e Rabbani Gous e Samdani Mehboob e Subhani Shek Syyed Abdul Qadir Jeelani Radiallahu anhu Tashreef La rahe Hai apka Chehra mubarak Gazab Se Surkh Hai qareeb aaye aur Un Sahib Ko Jhin Jhod Ke Kaha ke kya mangte ho Sanad Chahiye Shajra Dekhna Hai Dekh Mujhe Mere Jalaal u Kamaal Ko Dekh Mein Hoon Sarta paa unka Shajra unki Sanad Hoon Mein Sawera Hiwa wo Hazrat Royey Huwe Pampore Se Zaal Daggar Pohchey Aur Syed Ahmad Gharane Se Manfi Mangi subhaanallah kya shaan hai syed zadon ki Ye Eman Afrooz Waqiye Abhi Kuch waqt Pehle Syed ahmad Sahab jo ke ek mard e qalandar bhi they unke ek Talib ne mere samne bayan farmayi Dosto is waqiye se eman to Taza Hua Sath hi Ye b pata chala ke Sadaat ki sanad tatolna unko iA puhchana bht khatrey aue allah aur habeeb e labeeb aap pe durood u salaam ko Gazbnak karna hai Alhumdu lillah hun sunni tazeem karne wale hai aur tazeem se hi pehchane jatey hai jub hum zahiri hayat se bezaat auliaallah ki tazeem karte hai tu bhala Hayat e Zahiri Se Mutasif Hamare Irs girs Khile Huwe Fazle Moula Se In Fatima Ke Pholon Ki In syed Zadoon Ki Tazeem Aur Muhabbat Kyun Na rakhein Hazaara Durood o Hazaara Salaaaam Ba Aal e Muhammad Alaih Salaam kalb e Sadaat Ashiq Attari